Gokul me hai jinka waas,
Gopiyo sang jo karey raas,
Devki-Yashoda jinki maiya,
aise hamare kishan kanhaiya.
May Lord Krishna fulfill all your wishes.
Happy Janamasthami!
Kabhi Apne Gaur Kiya hai?
RADHE KRISHNA What Does it Mean?
Just Think Speak These Words Very Slow
RAAH-DE KRISHNA
Means Give Me Direction..!
HAPPY JANMASHTMI..
Hota hai pyar kya duniya ko jisne bataya,
Dil ke rishton ko jisne prem se sajaya,
Aaj us pyar ke dewta ka Birthday hai.
Happy Janmashtami.
Janmashtami ke is shub avsar par.
Hum ye kaamna karty hai ki.
Shree Krishna ki kripa.
Aap par, aur app ke pure parivar par .
HAmesha bani rahe !.
Jai Shree Krishna.
Radha ki bhakti,
murli ki mithas,
Makhan ka swaad aur gopiyo ka raas,
Sab milke banta hai janmastmi ka din khaas..
Happy Krishna Janmastmi!!
Makhan churakar jisne khaya,
Bansi bajakr jisne nachaya,
Kushi manao uske janamdin ki,
Jisne duniya ko PREM ka path dikhaya.
Wish u very happy shri krishan janmastami.
Krishna jinka naam,
Gokul jinka dhaam,
Aise SHREE KRRISHN bhagwan ko,
Hum sab ka pranam,
JANMAASTMI KI SHUB KAMNAYE Jai Shree Krrishna..
Happy Janmashtami…!
Radha ki chahat h krishna,
Uske dil ki virasat h krishna,
Chahe kitna bhi ras racha le krishna, Duniya to phir bhi yhi kehti h.
“RADHE KRISHNA”
HAPPY JANAMASHTMI
Nand ke ghar Anand Hi Anand Bhayo,
Jo Nand Ke Ghar Gopal Aayo,
Jai Ho Murli Dhar Gopal ki,
Jai Ho Kanhaiya Lal Ki”
HAPPY JANAMASHTMI
Shri Krishna k kadam apke ghar aaye….
Aap khushiyon k deep jalayye…
Pareshani apse ankhe churaye…
Krishna Janmotsav ki aapko subh kamnaye…
Happy Janmashtmi.
Today is very precious day Some one special was born Born to fight against inhumanity Born to save the trust in God Happy Janamashtami!!
May Lord Krishna come to your house &
take away all your Makhan – Mishri
with all your worries & sorrows. Happy Janmashtami…
‘Janma’ means birth and ‘ashtami’ means the eighth.
Janmashtami refers to the birth of Krishna,
which took place on the eighth day
of the second fortnight in the month of Sravana.
Celebrate the Birth of Krishna…!
Lord Krishna said: Whatever belongs to you today,
belonged to someone else yesterday
and it will belong to some one else tomorrow.
Don’t be illusioned by maya.
Maya is the root cause of all pain and misery.
Happy Janmashtami…!
Makhan chor Nandkishor.
Bandhi jisne preet ki dor!
Harey krishan Harey murari,
pujti jinhe duniya sari.
Aao unke gunn gaye,
Sab mil k Janmasthmi mnae!
May the Natkhat Nand Lal always give you happiness, health & prosperity; and may you find peace in Krishna consciousness!
Happy Janmashtami!
Celebrating Lord Krishna’s B’day,
Helps In Awakening Our Spirit & Reminds
Us Of His Presence Always!
May you find your love on this Janmashtmi and Gopis may shower all their love and affection on your body and soul!
Happy Krishna Janmashtmi!
Radhe ji ka prem
Murli ki mithaas
Makhan ka swaad
Gopiyoon ka raas
Inhii se milke ban ta he
Janmashtami ka din khaas
Happy janmashtami!
Makhan churakr jisne khaya,
Bansi bajakr jisne nachaya,
Khushi manao uske janm ki,
Jisne duniya ko Prem shikhaya.
HAPPY JANMASHATMI
Dekho Phir Janmashtmi Aayi Hai,
Makhan Ki handi ne phir mithas bhadhai hai,
Kanha Ki leela hai Sabse Pyari,
Wo de tumhe duniya bhar k khusiya sari.
Happy Janamashtami / Dahi Handi
Kaanha Ke Kadmo Pe Kadam Badaate Chalo.
Ab Murli Nahi Toh Whistle Bajaate Chalo.
Radha Toh Ghar Wale Dilaayenge Hi
Magar Tab Tak Gopiya Pataate Chalo!
Happy Janmashtami.
Chandan Ki Lakdi, Resam Ka Haar
Bhaado Ki Saugandh, Baarish Ki Phuhaar
Dil Ki Ummide, Apno Ka Pyar.
Mangalmay Ho Aapko Sri Kirshna
Janmashtmi Ka Tyohaar.
**Shubh Janmashtami**
Kanhiya Ki Mahima,
Kanhiya Ka Pyar,
Kanhiya Me Shradha,
Kanhiya Se Sansar,
Mubarak Ho Apko Janmasthami Ka Tyohar..
Shri Kanhiya Ki Kripa Aap Par Sada Bani Rahe..!
Kanhaiya hamare dulare,
Wahi sabse pyare,
Makhan ke liye jhagad jaye,
Gopiya dekhkar akrshit ho jaye,
Lekin sabke rakhwale,
Tabhi to sabhi ke dulare
Happy Janmashtmi
..^..@
,(-_-),
‘\””’.\’=’-.
\/..\\,’
//””)
(\ /
\ |,
,, ‘,”
Nand ke ghar Anand Hi Anand Bhayo,
Jo Nand Ke Ghar Gopal Aayo,
Jai Ho Murli Dhar Gopal ki,
Jai Ho Kanhaiya Lal Ki”
Happy Janmashtami
0 comments:
Post a Comment