Dhanteras SMS
Hi viewers, Here you can check the latest Dhanteras SMS. Send Dhanteras Messages
to your friends and relatives. Share your feelings on Dhanteras.
Dhanteras, which falls on the auspicious thirteenth lunar day of Krishna
Paksha in the Hindu month of Ashwin, marks the beginning of the Diwali
festivities. Dhanteras is also known as 'Dhantrayodashi' or 'Dhanwantari
Triodasi'. Goddess Lakshmi is the main diety who is worshipped on this
day to provide prosperity and well being. Dhanteras holds special
significance for the business community, due to customary purchases of
precious metals on this day. People indulge in purchasing gold and
utensils, as purchasing them, on Dhanteras, is believed to bring in good
luck and prosperity. SMS, today, has become one of the most popular
mediums of wishing each other. We assist you with a list of dhanteras
messages that will surely help you lighten up the faces of your loved
ones on Dhanteras. Use our free collection of Dhanteras SMS available in
this page. Check below are the Dhanteras Wishes.
Sone Ka Rath Chaandi Ki Paalki
Sone ka rath, chaandi ki paalki
Baithkar jismein hain Maa Lakshmi aayi
Dene aapko aur aapke poore parivar ko
Dhanteras ki badhaai...!!
Baithkar jismein hain Maa Lakshmi aayi
Dene aapko aur aapke poore parivar ko
Dhanteras ki badhaai...!!
Laxmi JI Ki Kripa
Safalta Kadam Chumti rahe,
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye.
Khushi Aaspas ghumti rahe,
Yash Itna faile ki KASTURI Sharma Jaye,
Laxmi ki kripa itni ho ki BALAJI bhi dekhte rah jaye.
Dhanteras ka ye pyara tyohar
Dhanteras ka ye pyara tyohar,
Jeevan me laye khushiya appar,
MATA LAXMI viraje aapke dwaar,
Sabhi kamna aapki kare sweekar.
HAPPY DHANTERAS.
Jeevan me laye khushiya appar,
MATA LAXMI viraje aapke dwaar,
Sabhi kamna aapki kare sweekar.
HAPPY DHANTERAS.
10 things in life
May goddess gve 10 thngs in lyf
D=Dhan
H=Health
A=Anand
N=Nature
T=Talent
E=Enjoyment
R=Romance
A=Aitbar
S=Saubhagya
H=Honesty
D=Dhan
H=Health
A=Anand
N=Nature
T=Talent
E=Enjoyment
R=Romance
A=Aitbar
S=Saubhagya
H=Honesty
Glowing Dhanteras
Sun glows for a day,
Candle for an hour,
Matchstick for a minute,
But a wish can glow days forever,
...So here is my wish for glowing Dhanteras, glowing life!!
Candle for an hour,
Matchstick for a minute,
But a wish can glow days forever,
...So here is my wish for glowing Dhanteras, glowing life!!
Dhan ki barsat ho
Aaj se aap ke yahan dhan ki barsat ho,
Maa Laxmi ka niwas ho,
Sankat ka nash ho
Sar pe unnati ka taj ho.
Happy Dhanteras.
Maa Laxmi ka niwas ho,
Sankat ka nash ho
Sar pe unnati ka taj ho.
Happy Dhanteras.
Dhanteras ki Shubkamnayen
Asur parajaye, devta vijay divas,
Laxmi vaas, Laxmi kripa, jay ghosh divas,
Amrit payo devta aur jeevan payo rajkumar,
sukh-samradhi-dhan-vraddhi-dev divas..
Dhanteras ki aapko hardik Shubkamnayen.
Laxmi vaas, Laxmi kripa, jay ghosh divas,
Amrit payo devta aur jeevan payo rajkumar,
sukh-samradhi-dhan-vraddhi-dev divas..
Dhanteras ki aapko hardik Shubkamnayen.
Khoobb meethe meethe pakwan
Khoobb meethe meethe pakwan khaye,
Sehat me char chand lagaye,
Log to sirf chand par gaye hai
Aap us se bhi upar jaye,
Happy Dhanteras....!!
Sehat me char chand lagaye,
Log to sirf chand par gaye hai
Aap us se bhi upar jaye,
Happy Dhanteras....!!
Dhanteras ka Tyohar
Dinodin badhta jaye apka karobar,
Pariwar me bana rahe sneh aur pyar,
Hoti rahe sada apar dhan ki bauchhar,
Aisa ho apka DHANTERAS ka tyohar.
HAPPY DHANTERAS
Pariwar me bana rahe sneh aur pyar,
Hoti rahe sada apar dhan ki bauchhar,
Aisa ho apka DHANTERAS ka tyohar.
HAPPY DHANTERAS
0 comments:
Post a Comment